Latest collection of sad sms and romantic shero shayari from various users on the internet
Kyu rakhu me ab apni kalam me shahi
jab koi arman dil me machalta hi nahi,
Na jane kyu sabhi shak karte he mujh par
jab koi sukha phool meri kitab me milta hi nahi,
Kashish to bahut hai mere pyar me
magar kya karu ek patthar dil pigalta hi nahi,
Agar khuda mile to usse apna pyar mangugi
magar suna hai woh marne se pehle milta hi nahi. . .
Parosi jab baat kare to haath me knife ho,
Dinner kay time candle light ho,
Hum me tum me kabhi na koi fight ho,
Milane ke baad dil delight ho,
Yeh kavita parhne ke baad log kahe
“chikne, tum right ho”, Aisi apni Wife ho. .
Aamaan me kali ghata chhai hai,
Aaj phir gharwali se maar khai hai,
kehti hai sudhar jao,
Par!! Meri galti nahin,
kaamwali aaj phir bina bra k aai hai. . .
Main Brahmachari, Tu Brahmachari,
Jidhar dekhi nari, Udhar line mari,
Pati to pat gayi, Nahin to phir se Brahmachari . .
Dum ghut raha hai meraa, Saans nahi milti,
Kehnaa to chahtaa hoon bahut kuchh, Per aavaaz nahi milti..
Pyaasi hai rooh meri, Barsaat nahi milti,
Khudaa to hai, Per mann maangi muraad nahi milti,
Ajeeb bechaini hai, Ajeeb betaabi hai,
Hothon pe hai pyaas, Dil mein udaasi hai..
Khoyi si aankhein hain, Khoyi si sannsein bhi,
Uljhe se hai sawaal kai, Soyi si dhadkan hai.. . .
Ravan: mai bhiksha de
Lady: le lo
Ravan: rekha par karo (she crosed)
Ravan: ha! ha! ha! mein bhikshuk nahi ravan hu
Lady: ha! ha! ha! mein bhi sita nahi kaamwali hu . .
Din ke saath raat nahi hoti,
Sitaron se dil ki baat nahi hoti,
Jinko hum chahte hai,
Khuda jaane unse mulakaat kyo nahi hoti.
Samander bhar Syllabus hai,
Nadi bhar padhte hai,
Bucket bhar Yaad rahta hai,
Mug bhar Likhte hai,
Chullu bhar Marks milte hai,
Jisme Doob kar marte hai. . . .
Phoolon ki har kali KHUSHBU de aapko,
suraj ki har kiran ROSHNI de aapko,
Hum kuch bhi dene ke layak nahi lakin,
Denewala sub kuch de aapko. . . .
Us din khuda ne bhi jasn manaya hoga,
Jis din fursat se apko banaya hoga,
Ankho se uske bhi nikle honge ansu,
Jab tumko yaha bhejkar khud ko akela paya hoga. . . .
Aap ki awaaz ne mujh par ye asar kar diya,
Pyar mera tapdap ta tha isi soch mein,
Kabhi na suni thi aisi pyari awaaz,
Ek kashish si rahti hai sunne ke liye. . . .
Tammana se nahi tanhai se darte hai,
Pyaar se nahi ruswai se darte hai,
Milne ki to bohat chahat hai,
par Milne ke baad judaai se darte hai. . . . .
Tabiyat thik nahi thi tantrik ko dikhaya,
Tantrik bola bhoot ka saya hai,
kisi ghor paapi ko SMS karo thik ho jaoge,
Ab accha mahsus kar raha hoon. . . . .
Dil ke arman ansuo me beh gaye,
Hum gali me the gali me reh gaye
Light chali gayi, Jo baat unse kehni thi
Woh unki mummy se keha gaye. . . . .
Dost ko bhulana galat hai,
Unhi ka zindagi bhar saath hai,
Agar bhul gaye to khali haath hai,
Aur agar saath rahe to zamana kahega: KYA BAAT HAI! . .
Kis kadar khoob hai dillagi aapki,
Dil me hamesha rahegi yaadein aapki,
Jabhi furshat ke lamhe milte hai hume,
Unhe lamho mai aake rula deti hai yaadein aapki! . . . .
Tum kya jano kya hoti hai, Tanhai
Is tute hue patte se puch kya hoti hai,
Judai ko bewafai ka ilzam na de, Zalim
Is waqt se puchh ke kis waqt teri yaad na ayi. . . . .
Aaj kuch waqt mila to samander ki gehraiyi ko dekha,
(Samandar ne kahaa)
Pyar samander ki gehraiyi mai chipa hoa anmol moti hai.
Yeh jarori nahi ush anmol moti ko har koi pehn sake. . . .
Ye wafa ka silaa hai to koi baat nahi,
Ye dard apno ne diya hai to koi baat nahi,
Yehi bahut hai ki woh dekh rahe hai kinare se,
Hum doob bhi rahe hai to koi baat nahi. . . .